• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Bar-E-Garan Ye Zindagi Malum Hoti Hai

Bahut Bar-E-Garan Ye Zindagi Malum Hoti Hai

bahut bar-e-garan ye zindagi ma.alum hoti hai

ki gham ka pesh-ḳhema har ḳhushi ma.alum hoti hai

kisi se sarguzisht-e-gham bayan karta huun jab apni

kahani vo sarasar aap ki ma.alum hoti hai

hai mahrumi si mahrumi to majburi si majburi

ki har saa.at musibat men ghiri ma.alum hoti hai

chala huun jis pe ik muddat raha huun ashna jis se

vo manzil, rahguzar ab ajnabi ma.alum hoti hai

kahan ja.un main ai ‘ḳhushtar’ kahun rudad bhi kis se

ki jis ko dekhiye jaan par bani ma.alum hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Na Jaane Rabt-e-Masarrat Hai Kis Qadar Gham Se

Mohabbat Ka Ajab Zawiya Hai

Ye Zard Phul Ye Kaghaz Pe Harf Gile Se

Jab Tak Hum Hain Mumkin Hi Nahin Na-Mahram Mahram Ho Jaen

khumar-barabankavi

Ai Maut Unhen Bhulae Zamane Guzar Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet