• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ka darwaza Khatkhatati Hai

Kis Ka darwaza Khatkhatati Hai

nadiya-ambar-lodhi

kis ka darvaza khatkhatati hai

duur tak khvahish udti jaati hai

dil vo mera ajab bahanon se

todti hai kabhi banati hai

juun hi hoti huun gum kahani men

tiri tasvir dhund laati hai

das moharram ko pyaas karbal ki

mujh ko har baar hi rulati hai

apni zar-kheziyan badhane ko

giili mitti mujhe bulati hai

ishq ‘amabar’ vo be-qarari hai

lagti hai aur badhti jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-bastavi

Majburi

Kisi Ke Subh Kei Muskan Hona

nazeer-akbarabadi

Kya Haal Ab Us Se Apne dil Ka Kahiye

Sufi

Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai

siraj-aurangabadi

Bhara Kamal-E-Wafa Sen Khayal Ka Shisha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet