• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Palkon Pe Tairte Hue Mahshar Tamam-Shud

Palkon Pe Tairte Hue Mahshar Tamam-Shud

palkon pe tairte hue mahshar tamam-shud

ankhen khulin to ḳhvab ke manzar tamam-shud

zinda hai bhuuk aaj bhi ifrit ki tarah

tir-o-tafang-o-lashkar-o-ḳhanjar tamam-shud

logo tum apne zarf se baḌh kar diya karo

is baar zaḳhm bhar ga.e nashtar tamam-shud

tahrir kar raha tha kahani junun ki main

lekin ḳhayal-o-fikr ka mehvar tamam-shud

ḳhud apna aks a.inon men DhunDte hain log

shisha-garon ke shahr men paikar tamam-shud

jab dhuup oḌhe baiThi ho ghurbat qatar men

samjho ḳhudi ka aḳhiri zevar tamam-shud

‘zakir’ rachi-basi koi sazish faza men thi

uḌne se peshtar mera shahpar tamam-shud

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rah-E-Ulfat Mein Mile Aise Bhi Diwane Mujhe

poet

Kafir Hue Sanam Hum Din-Dar Teri KHatir

parveen-shakir

Kamal-E-Zabt Ko Khud Bhi To Aazmaungi

Shahr-E-Na-Pursan Mein Kuchh Apna Pata Milta Nahin

Haqiqaton Ke Mumasil Majaz Karta Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet