• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gar Ek Raat Guzar Yan Wo Rashk-E-Mah Kare

Gar Ek Raat Guzar Yan Wo Rashk-E-Mah Kare

poet

gar ek raat guzar yaan vo rashk-e-mah kare

ajab nahin ki gada par karam jo shaah kare

dikhave aaina kis munh se us ko munh apna

ki aftab ko juun sham-e-subh-gah kare

muqabil aate hi yuun khinch le hai dil vo shokh

ki jaise kah-ruba jazb barg kaah kare

havas-o-hosh ko chhod aap dil gaya us paas

jab ahl-e-fauj hi mil jaaen kya sipah kare

sitam-shiar vafa-dushman ashna-bezar

kaho to aise se kyunkar koi nibah kare

kai tadapte hain ashiq kai sisakte hain

is aarzu men ki vo sang-dil nigah kare

mohabbat aise ki ‘bedar’ sakht mushkil hai

jo apni jaan se guzre vo us ki chaah kare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hasinon Mein Rutba do-Baala Hai Tera

Dayar-E-Ghair Se Ho Kar Dayar-E-Yar Jaega

Tera KHayal Ki KHwabon Mein Jin Se Hai KHushbu

Bahut Dinon Mein Hum Un Se Jo Ham-Kalam Hue

KHushk Hain Ye Sabhi Samundar Chal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet