• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Sikha Hai Mohabbat Karna

Humne Sikha Hai Mohabbat Karna

poet

ham ne sikha hai mohabbat karna

ek ik dil pe hukumat karna

ham bhi tariḳh badal sakte hain

shart hai himmat-o-jur.at karna

zeb deta nahin insanon ko

kisi insan ki ibadat karna

rakh ke ḳhud apni zarurat ko udhar

puuri auron ki zarurat karna

shab ki tariki men sikha ham ne

chand taron ki tilavat karna

aḳhiri saans talak jivan ki

mard ki shaan hai mehnat karna

farz se haj ke hai afzal ‘hafiz’

buḌhe maan baap ki ḳhidmat karna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sada Hai Garche Lauh-E-Basarat Bahaal Rakh

Tu Kare Jo Faisla Aaj Kar Meri Baat Sun Tu Abhi Na Ja

Ghar Se Nikale Panw to Raste simaT Gae

rehana-roohi

Nazzara-E-Jamal Ne Sone Nahin diya

Justuju Meri Kahin Thi Aur Main bhaTka Kahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet