Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abdul-ahad-saaz

Na-Kaam Koshish

  • Nazm
  • Urdu Poet
  • Poet: Abdul Ahad Saaz
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

ahmaq qumqumo! bevaquf mashino!

tum sab shayad sochte hoge

apni tez chaka-chaund raushni se

apni ghad-ghadahat se dhamak se

mere andar kisi ko

behal karoge khauf-zada kar doge!

unh be-kar na itrao

mere andar ka koi

kab ka so chuka

ab to sote men jhurjhuri bhi nahin leta

ab to keval main huun

tum sa tumhare jaisa ”main”!

More Poems

Har Surat Wich Aawe Yar

Mela

Ab Ye Hoga Shayad Apni Aag Mein Khud Jal Jaenge

Bichhad Ke donon Ke Zehnon Pe Bojh Padta Hai

Aanchal Mein Nazar Aati Hain Kuchh Aur Si Aankhen

Mulamma Ki Anguthi

Tha Mukhtasar Wajud Jasim-O-Jari Na Thi

Haya Se Sar Jhuka Lena Ada Se Muskura dena

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.