Tu Bhi Hairan-O-Pareshan Hai Thaka Hun Main Bhi
tū bhī hairān-o-pareshāñ hai thakā huuñ maiñ bhī tere hamrāh bahut duur chalā huuñ maiñ bhī tū bhī us but
tū bhī hairān-o-pareshāñ hai thakā huuñ maiñ bhī tere hamrāh bahut duur chalā huuñ maiñ bhī tū bhī us but
vo dilkashī vo tasavvur kisī nazar meñ nahīñ tumhāre jaisī koī shai hamāre ghar meñ nahīñ ye zindagī bhī ajab
kisī ko rāj-dulāre fareb dete rahe kisī ko jaan se pyāre fareb dete rahe yaqīn miltā rahā thartharāte hoñToñ se
ab masīhā tire aane ke bahāne nikle dil ke goshe meñ ka.ī zaḳhm purāne nikle suukh jaane ke haiñ dariyāoñ
shafaq kā nuur bhī rah rañg-e-āftāb meñ aa nazar bachā ke kabhī vādī-e-gulāb meñ aa varaq varaq na pareshān rah
kāñpte hoñToñ pe alfāz purāne rakh le koī afsāna banā kuchh to bahāne rakh le agle mausam ke to kuchh
vo thak kar baiTh jaanā chāhtā thā musāfir thā Thikāna chāhtā thā ki us kī aañkh bhīgī jā rahī thī
hañsī un kī gul aur chaman jānte haiñ ye lab muskurāne kā fan jānte haiñ na.e log ho tum na.ī
vo ek shaḳhs jo manzil bhī rahguzār bhī hai nishāt-o-kaif meñ Duubā hai ġham-gusār bhī hai majāz aur haqīqat kā
sulagtī aag thī na jalte āshiyāne the bahut hasīn vo guzre hue zamāne the hamārī āñkhoñ ko us kā ḳhayāl