Unki Mahfil Mein Hamesha Se Yahi Dekha Riwaj
un kī mahfil meñ hamesha se yahī dekhā rivāj aañkh se bīmār karte haiñ tabassum se ilaaj maiñ jo royā
un kī mahfil meñ hamesha se yahī dekhā rivāj aañkh se bīmār karte haiñ tabassum se ilaaj maiñ jo royā
ishq mukammal ḳhvāb-e-pareshāñ husn hama tābīr-e-gurezāñ qatre meñ dariyā kī samā.ī dard-e-do-ālam ik dil-e-insāñ ishq ba-har andāz-e-tajallī larzāñ larzāñ raqsāñ
tasavvur ke sahāre yuuñ shab-e-ġham ḳhatm kī maiñ ne jahāñ dil kī ḳhalish ubhrī tumheñ āvāz dī maiñ ne talab
shab-e-firāq kī zulmat hai nā-gavār mujhe naqāb uThā ki sahar kā hai intizār mujhe qasam hai laala o gul ke
na hoñge ham to ye rañg-e-gulistāñ kaun dekhegā bahāroñ se hī taḳhrīb-e-bahārāñ kaun dekhegā sar-e-mahshar jafāoñ kī shikāyat bar-mahal lekin
atā-e-ġham pe bhī ḳhush huuñ mirī ḳhushī kyā hai razā talab jo nahīñ hai vo bandagī kyā hai tirī nigāh
ishq meñ ġham ke sivā koī ḳhushī dekhī nahīñ zindagī shāyān-e-lutf-e-zindagī dekhī nahīñ un ḳhizāñ-sāmāñ bahāroñ ko bahāreñ kyuuñ kahūñ
na tanhā nastarīn o nastaran se ishq hai mujh ko fidā-kār-e-chaman huuñ kul chaman se ishq hai mujh ko usī
kuchh abruoñ pe bal bhī haiñ ḳhanda-labī ke saath farmā rahe haiñ jaur magar dil-kashī ke saath shāmil ho gar
lab pe kāñToñ ke hai fariyād-o-bukā mere baad koī aayā hī nahīñ ābla-pā mere baad mere dam tak hī rahā