Samundar Ne Tum Se Kya Kaha
samundar ne tum se kya kaha istighasa ke vakil ne tum se puchha aur tum rone lagin janab-e-ali ye saval
samundar ne tum se kya kaha istighasa ke vakil ne tum se puchha aur tum rone lagin janab-e-ali ye saval
sirf ghair-aham shaer yaad rakhte hain bachpan ki ghair-zaruri aur safed phulon vaali tam-chini ki plate jis men roti milti
radiologist un xron ko padh rahi hai jin par meri guzishta nazm ki tarikh padi hai un logon ke zakhm
bahut duur ek sahil par scrap se bane hue ek jahaz ka boiler phat jaata hai second-enginēr usi din mar
tum niind men bahut khubsurat lagti ho tumhen sote men chalna chahiye tumhen sote men doriyon par chalna chahiye kisi
jahan tum ye nazm khatm karogi vahan ek darakht ug aaega shikar ki ek muhim men tum us ke pichhe
vo kisi galileo ka intizar nahin kar rahe hain ek badi ghadi tayyar karne ke liye jise shahr ki ek
hamesha pur-sukun rahne vaali malazibatabam camp-guard se nikal gai us ke saath ‘edward’ bhi jo us par ashiq tha ”mujhe
agar tum tak meri avaz nahin pahunch rahi hai us men ek bazgasht shamil kar lo purani dastanon ki bazgasht
tum khubsurat daeron men rahti ho tumhare balon ko ek mudavvar pin farz-shanasi se thame hue hai ek besh-qimat zanjir