• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Jahan Tum Ye Nazm Khatm Karogi

Jahan Tum Ye Nazm Khatm Karogi

afzal-ahmad-syed

jahan tum ye nazm khatm karogi

vahan ek darakht ug aaega

shikar ki ek muhim men

tum us ke pichhe ek darinde ko halak karogi

kashti-rani ke din

us se apni kashti bandh sakogi

ek inam-yafta tasvir men

tum us ke samne khadi nazar aaogi

phir tum use

bahut se darakhton men gum kar dogi

aur us ka naam bhuul jaogi

aur ye nazm

Filed Under: Nazm Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kyun Bagulon Ki Justuju Kije

Kya Kya Ba-Dast-E-Ghaib Sabhi Ne Liya Na Tha

Shahr-E-Ehsas Mein zaKHmon Ke KHaridar Bahut

poet

Tanha Chhod Ke Jaane Wale Ek din Pachhtaoge

Zar-E-Sarishk Faza Mein Uchhaalta Hua Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet