Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
afzal-ahmad-syed

do Zabanon Mein Saza-e-Maut

  • Nazm
  • Urdu Poet
  • Poet: Afzal Ahmad Syed
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

hamesha pur-sukun rahne vaali

malazibatabam

camp-guard se nikal gai

us ke saath

‘edward’ bhi

jo us par ashiq tha

”mujhe haath mat lagao”

phir se giraftar hone par

us ne kaha

haath gaadi men daal kar

us ka jism

duur tak le jaaya gaya

bach nikalne ke bavajud

‘edward’

us din vapas aa gaya

use do zabanon men

saza-e-maut di gai

kyun?

More Poems

darakht-E-Zard

Jab Apne Etiqad Ke Mehwar Se Hat Gaya

Main Teri Hi Aawaz Hun Aur Gunj Raha Hun

Allah-Re Faiz Ek Jahan Mustafid Hai

Nafs Namrud Hai Kya Hona Hai

dhundh Hum Un Ko Pareshan Bane Baithe Hain

Guftam Ki Jami Ma-Sho Andesha-Nak

Main Tut Kar Use Chahun Ye iKhtiyar Bhi Ho

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.