• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Chehron Ki Be-Chehragi

Chehron Ki Be-Chehragi

akhtar-bastavi

jidhar nazren uThata huun udhar chehre hi chehre hain

magar in sab men ik be-chehragi si dekhta huun main

koi surat bana karti hai jis se shakl-e-insani

har ik chehre ko is ḳhubi se aari dekhta huun main

laqab chehre ka zeba hai unhin ke vaste yaaro

jo ehsasat aur jazbat ki tafsir hote hain

na maano faisla mera ḳhud apne zehn se puchho

kahin auraq-e-sada bhi kabhi tasvir hote hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rah Gaya Kam Hi Go Safar Baqi

momin-khan-momin

dafn Jab Khak Mein Hum Sokhta-Saman Honge

momin-khan-momin

Ghussa Begana-War Hona Tha

Fankar Hai to Hath Pe Suraj Saja Ke La

abbas-tabish

Makan-Bhar Hum Ko Virani Bahut Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet