Maut Ki Talashi Mat Lo
badalon men hi meri to barish mar gai abhi abhi bahut khush libas tha vo meri khata kar baitha koi
badalon men hi meri to barish mar gai abhi abhi bahut khush libas tha vo meri khata kar baitha koi
khali aankhon ka makan mahnga hai mujhe mitti ki lakir ban jaane do khuda bahut se insan banana bhuul gaya
ham kis dukh se apne makan farokht karte hain aur bhuuk ke liye chyunti-bhar aata kharidte hain hamen band kamron
tujhe jab bhi koi dukh de is dukh ka naam beti rakhna jab mere safed baal tere galon pe aan
sun dariya apni mutthi khol raha hai sun kuchh patte aur patton ke saath kuchh hava ukhad gai hai jangal
saae ki khamoshi sirf zamin sahti hai khokhla ped nahin ya khokhli hansi nahin aur phir anjan apni anjani hansi
kisi parinde ki raat ped par fadfadati hai raat ped aur parinda andhere ke ye tinon raahi ek siidh men
raat ne jab ghadiyon se vaqt utha liya ghanti ki tez avaz ne saare pardon ka rang uda diya kamre
kaise tahalta hai chand asman pe jaise zabt ki pahli manzil avaz ke alava bhi insan hai ankhon ko chhu
ye dusra pahad tha jahan chizon men meri umr ke kuchh hisse pade the main yahan se kitni be-tartib gai