• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sae Ki Khamoshi

Sae Ki Khamoshi

sara-shagufta

saae ki khamoshi sirf zamin sahti hai

khokhla ped nahin ya khokhli hansi nahin

aur phir anjan apni anjani hansi men hansa

qahqahe ka patthar sang-rezon men taqsim ho gaya

saae ki khamoshi

aur phuul nahin sahte

tum

samundar ko lahron men tartib mat do

ki tum khud apni tartib nahin jante

tum

zamin pe chalna kya jaano

ki but ke dil men tumhen dhdakna nahin aata

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bahadur-shah-zafar

Hum Ye To Nahin Kahte Ki Gham Kah Nahin Sakte

poet

Dil Ke Sukun Ke Waste bhaTke Kahan Kahan

zohra-naseem

Ab dil Hai Un Ke Halqa-E-dam-E-Jamal Mein

ahmad-ali-barqi-azmi

Ehsas Ka Wasil-e-Izhaar Hai Ghazal

abdul-ahad-saaz

Yun Bhi dil Ahbab Ke Humne Gahe Gahe Rakkhe The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet