• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tosha-E-Dhup Se Jismon Ko Tarashe Suraj

Tosha-E-Dhup Se Jismon Ko Tarashe Suraj

tosha-e-dhup se jismon ko tarashe suraj

kabhi patthar pe bhi kuchh naqsh ubhare suraj

muddaten guzrin andheron men basar karta huun

meri basti men kabhi koi ugaa.e suraj

main ki girvida-e-shab huun ye baja ham-nafaso

par kabhi aa ke sada.en de pukare suraj

shab ke daman men bhi hain chand sitare lekin

dhuup pahlu men liye aankh dikha.e suraj

teri yadon ka karam meri nigahon ki ‘tapish’

thak gaya huun miri palkon se uTha.e suraj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nawa-E-Haq Pe Hun Qatil Ka Dar Aziz Nahin

Aansu Hain Aur Na Aah-O-Zari Hai

Mere Sar Mein Jo Raat Chakkar Tha

Ban Gai Hai Maut Kitni KHush-Ada Mere Liye

muneer-niyazi

Milan Ki Raat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet