Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nusrat-mehdi

Pattharon Se dosti Kya Bha Gai

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Nusrat Mehdi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

pattharon se dosti kya bha gai

ik nadi apni ravani kha gai

der tak qismat padi soti rahi

dhuup ghar ke bam-o-dar tak aa gai

ik kiran khushbu ki surat aai aur

na-gahan kamra mira mahka gai

khud ujalon ke liye mangi dua

apni tariki se shab ghabra gai

chand utra nuur ki mahfil men jab

raushni hi raushni par chha gai

More Poems

Akele Hain Wo Aur Jhunjhla Rahe Hain

Thi Uske Liye Khwab Ki Tabir Koi Hir

Hum Samajhte Hain Aazmane Ko

Imtihan Zabt Ka Phir Bazm-e-Gah-e-Naz Mein Hai

Ek dost Ki Khush-Mazaqi Par

Ye Waqt Raushni Ka Mukhtasar Hai

dushman Ki Taraf Ho Ke Nikalne Nahin dete

Ghaflat Mein Kati Umr Na Hushyar Hue Hum

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.