• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Aana Tha Na Aaya Aane Wala

Na Aana Tha Na Aaya Aane Wala

na aana tha na aaya aane vaala

gaya duniya se aḳhir jaane vaala

chhupao laakh tum apne ko lekin

tumhen pa kar rahega paane vaala

mohabbat ko samajh se vasta kya

kaho ab chup rahe samjhane vaala

yahan be-sud hai zikr-e-gham-e-dil

yahan koi nahin gham khane vaala

mujhe to hai gharaz insaniyat se

haram vaala ho ya but-ḳhane vaala

samajhne vaala ab koi nahin hai

jise dekho vo hai samjhane vaala

hazaron milte hain gham dene vaale

koi milta nahin gham khane vaala

sabhi ka tum to gham khate ho ‘asi’

tumhara kaun hai gham khane vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Hans Raha Tha Main Bahut Go Waqt Wo Rone Ka Tha

adil-hayat

Nahin Koi Khabar Karna Nahin Hai

ali-sardar-jafri

Pyas Ki Aag

Nim Ke Patton Ka zaKHmon Ko Dhuan De Dijiye

haidar-ali-aatish

dil Ki Kuduraten Agar Insan Se dur Hon

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet