• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ho Gae Hain in Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum

Ho Gae Hain in Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum

poet

ho ga.e hain in dinon kuchh aql se ma.azur ham

hai jo nazdik apne us ko jante hain duur ham

jis ne ta.alim-e-anal-haq di tujhe roz-e-alast

hain usi ustad ke shagird ai mansur ham

abadiyat ke bhes men kuchh ham se ban sakti nahin

vo ga.e din jin dinon rakhte the kuchh maqdur ham

va.e-nadani ki hain anjam se kya be-ḳhabar

do hi din ki zindagi par ho ga.e maghrur ham

mas.ala kya puchhte ho ‘faiz’ jabr-o-qadr ka

muddaton muḳhtar the ab ho ga.e majbur ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dasht-E-Gham Aur Har Shajar Tanha

Hare Hain zaKHm Kuchh Is Tarah Bhi Mere Sar Ke

poet

Qadam Qadam Pe Wafa Ka Dayar Rah Mein Hai

Sanbhaal Ai Meri miTTi Badal Na Jaun Kahin

MAHMUD SHABISTARI

Sawal – Che Bahar-Ast Aan Ki Ilmash Sahil Aamad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet