• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Jaanib Se Use Ja Ja Ke Samjhate Hain Log

Mere Jaanib Se Use Ja Ja Ke Samjhate Hain Log

poet

mere janib se use ja ja ke samjhate hain log

vo nahin sunne ka zid be-kar dilvate hain log

shola-khu mera sune mujh dil-jale ka haal kyuun

aag men aag aur bhi nahaq laga aate hain log

mere marne par unhen kyuun rashk se puchho koi

kyuun sar-e-balin mire be-kar chillate hain log

koi kahta hai tujhe jallad koi sang-dil

teri janib se mujhe aa aa ke dhamkate hain log

main na jiita huun na marta huun sisakta huun pada

jhuut sach qasmen tumhare samne khate hain log

dosti ke parde men karte hain mujh se dushmani

tum ko phir agli jafaen yaad dilvate hain log

teri mahfil men mira aana jo un ko baar hai

chhed kar tujh ko mujhe baten hi sunvate hain log

tum se aur vaada vafa ho ye hamen bavar nahin

qasmen de kar tum ko nahaq jhuut bulvate hain log

baaz aaya asman in ki hava-khvahi se main

aag dil ki aur bhi aa aa ke bhadkate hain log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Ek Rah-Guzar Par

poet

Qubul Hoti Hui Bad-Dua Se Darte Hain

Nahin Ye Rasm-E-Mohabbat Ki Ishtibah Karo

Dabi Aawaz Mein Karti Thi Kal Shikwe Zamin Mujhse

Dil Se Ye Kah Raha Hun Zara Aur Dekh Le

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet