• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahan Tak Aur Is Duniya Se Darte Hi Chale Jaana

Kahan Tak Aur Is Duniya Se Darte Hi Chale Jaana

kahan tak aur is duniya se Darte hi chale jaana

bas ab ham se nahin hota mukarte hi chale jaana

main ab to shahr men is baat se pahchana jaata huun

tumhara zikr karna aur karte hi chale jaana

yahan aansu hi aansu hain kahan tak ashk ponchhoge

tum us basti se guzro to guzarte hi chale jaana

miri ḳhatir se ye ik zaḳhm jo miTTi ne khaya hai

zara kuchh aur Thahro is ke bharte hi chale jaana

vafa-na-ashna logon se milna bhi aziyyat hai

hue aise to is dil se utarte hi chale jaana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaan-E-Gulshan Jo Hue Wo Gul-E-Tar Dekhe Hain

Ye Karb Ka Ehsas Musalsal Mere Allah

Chandni Raat baDi Der Ke Baad Aai Hai

poet

Bura Kahne Se Mujhko Muddaa Kya

poet

Jiya Ba-Kaam Kab Is baKHt-E-Arjumand Se Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet