• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Is Tarah Gham-E-Ulfat Ki Kaenat luTi

Kuchh Is Tarah Gham-E-Ulfat Ki Kaenat luTi

poet

kuchh is tarah gham-e-ulfat ki ka.enat luTi

miri zaban se nikli har ek baat luTi

qaza zarur thi aani magar zahe taqdir

jahan men husn ke hathon miri hayat luTi

ḳhabar hui kisi mad.hosh-e-aish ko na zara

hamari bazm-e-tamanna tamam raat luTi

tabah-e-ishq hain bulbul chakor parvana

rah-e-jahan men na sirf aadmi ki zaat luTi

na jaam hai na surahi hai dekh ai saaqi

mire na hone se bazm-e-takallufat luTi

mujhe to luuT liya ‘ashk’ ranj-o-gham ne magar

miri kisi se na bazm-e-taḳhaiyyulat luTi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Uske Wasl Se Jaga to Silsila Tha Wahi

Kyun Wasl Mein Bhi Aankh Milai Nahin Jati

poet

Apni Qismat Ke Hue Sare Sitare Patthar

Hawas Ki Aankh Mein Jugnu Machalne Lagte Hain

poet

Hazar Jaan Se Sahab Nisar Hum Bhi Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet