• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Samundar Ki Jaanib Se Aati Hawa Mein

Samundar Ki Jaanib Se Aati Hawa Mein

sameena-raja

kabhi nilgun asman ke tale

sabz sahil pe milne ka vaada hua tha

samundar kisi khvab sa khushnuma tha

samundar ke pahlu men

shahr-e-dil-afroz ka hamhama tha

ye shahr aaj ashkon men duuba hua hai

yahan se vahan tak

har ik rahguzar par

ik aaseb ka samna hai

nigahon ke aage dhuan hai

samundar kahan hai

samundar ke sahil pe milne ka vaada hua tha

koi aaj bhi us bulave ki ummid men

khud se rutha hua hai

koi be-qarari ke sahil pe

ankhen bichhae khada hai

koi ranj odhe hue so raha hai

koi khauf taane hue jagta hai

koi be-karan pyaas men dubta hai

koi aas ke paniyon ko

abas jhagta hai

ajab us zamin ki faza hai

ajab aaj rang-e-falak hai

samundar ki janib se aati hava men

lahu ki mahak hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shahr-E-Be-Saut Mein Aman Mil Jae

afzal-ahmad-syed

Jahan Tum Ye Nazm Khatm Karogi

poet

Teri Gali Mein Jo Aae Wo Ghar Nahin Jate

Hai Wahi Tishnagi Saqiya Phir Mujhe

Ab Zindagi Ro Ro Ke Guzarenge Nahin Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet