Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
sarfaroshī kī tamannā ab hamāre dil meñ hai dekhnā hai zor kitnā bāzū-e-qātil meñ hai ai shahīd-e-mulk-o-millat maiñ tire uupar
sarfaroshī kī tamannā ab hamāre dil meñ hai dekhnā hai zor kitnā bāzū-e-qātil meñ hai ai shahīd-e-mulk-o-millat maiñ tire uupar
na apne zabt ko rusvā karo satā ke mujhe ḳhudā ke vāste dekho na muskurā ke mujhe sivā.e daaġh milā
tañg aa ga.e haiñ kyā kareñ is zindagī se ham ghabrā ke pūchhte haiñ akele meñ jī se ham majbūriyoñ
ruḳh pe gesū jo bikhar jā.eñge ham añdhere meñ kidhar jā.eñge apne shāne pe na zulfeñ chhoḌo dil ke shīrāze
ab dam-ba-ḳhud haiñ nabz kī raftār dekh kar tum hañs rahe ho hālat-e-bīmār dekh kar saudā vo kyā karegā ḳharīdār
ab rahā kyā hai jo ab aa.e haiñ aane vaale jaan par khel chuke jaan se jaane vaale ye na
saarī ummīd rahī jaatī hai haa.e phir sub.h huī jaatī hai niiñd aatī hai na vo aate haiñ raat guzrī
merī duā ki ġhair pe un kī nazar na ho vo haath uThā rahe haiñ ki yārab asar na ho
sochne kā bhī nahīñ vaqt mayassar mujh ko ik kashish hai jo liye phirtī hai dar dar mujh ko apnā
ye but phir ab ke bahut sar uThā ke baiThe haiñ ḳhudā ke bandoñ ko apnā banā ke baiThe haiñ