Koi Tohmat Ho Mere Nam Chali Aati Hai
koī tohmat ho mire naam chalī aatī hai jaise bāzār meñ har ghar se galī aatī hai tirī yaad aatī
koī tohmat ho mire naam chalī aatī hai jaise bāzār meñ har ghar se galī aatī hai tirī yaad aatī
mire mazār pe aa kar diye jalā.egā vo mere ba.ad mirī zindagī meñ aa.egā yahāñ kī baat alag hai jahān-e-dīgar
kuchh tasāvīr bol paḌtī haiñ sab kī sab be-zabāñ nahīñ hotīñ apnī muTThī na bhīñch kar rakkho titliyāñ saḳht-jāñ nahīñ
shab ko ik baar khul ke rotā huuñ phir baḌe sukh kī niiñd sotā huuñ ashk āñkhoñ ke biich hote
aa hijr kā Dar nikālte haiñ raste se safar nikālte haiñ ab āñkheñ nahīñ nikālī jātīñ āñkhoñ se nazar nikālte
hañsī meñ Taal to detā huuñ aksar magar maiñ ḳhush nahīñ barbād ho kar koī martā nahīñ zabt-e-fuġhāñ se zarā
jaan se kaise jaayā jaatā hai ye hunar kyā sikhāyā jaatā hai bol kar boliyāñ parindoñ kī in ko ghere
jaañ qarz hai so utārte haiñ ham umr kahāñ guzārte haiñ shāmeñ haiñ vahī vahī haiñ sub.heñ guzre hue din
shab-e-firāq achānak ḳhayāl aayā mujhe ki maiñ charāġh na thā us ne kyuuñ jalāyā mujhe kahāñ milā maiñ tujhe ye
ghar meñ miTTī kā diyā maujūd hai raushnī se rābta maujūd hai chāhiye bīnā.ī sunñe ke liye ba.az rañgoñ meñ