Sar-E-Tur
dil ko be-tab rakhti hai ik aarzu kam hai ye vusat-e-alam-e-rang-o-bu le chali hai kidhar phir nai justuju ta-ba hadd-e-nazar
dil ko be-tab rakhti hai ik aarzu kam hai ye vusat-e-alam-e-rang-o-bu le chali hai kidhar phir nai justuju ta-ba hadd-e-nazar
ye kis ne phone pe di sal-e-nau ki tahniyat mujh ko tamanna raqs karti hai takhayyul gungunata hai tasavvur ik
shafaq ke rang men hai qatl-e-aftab ka rang ufuq ke dil men hai khanjar lahu-luhan hai shaam safed shisha-e-nur aur
main ki huun pyaas ke dariya ki tadapti hui mauj pi chuka huun main samundar ka samundar phir bhi ek
pyaas bhi ek samundar hai samundar ki tarah jis men har dard ki dhaar jis men har gham ki nadi
bahar-e-husn javan-marg surat-e-gul-e-tar misal-e-khar magar umr-e-dard-e-ishq daraz vo vidyapati ki shairi ki masum-o-hasin-o-shokh radha vo apne khayal ka kanhaiya in
khada hai kaun ye pairahan-e-sharar pahne badan hai chuur to mathe se khuun jaari hai zamana guzra ki farhad o
maan hai resham ke kar-khane men baap masruf suuti mill men hai kokh se maan ki jab se nikla hai
raat khub-surat hai niind kyuun nahin aati din ki khashm-gin nazren kho gaiin siyahi men ahani kadon ka shor bediyon
mire azizo, mire rafiqo miri communism se ho khaif miri tamanna se dar rahe ho magar mujhe kuchh gila nahin