• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Rubai / Sunta Nahin Kisu Hi Ki Wo Yar dekhna

Sunta Nahin Kisu Hi Ki Wo Yar dekhna

poet

sunta nahin kisu hi ki vo yaar dekhna

kiijo na us se hal-e-dil izhar dekhna

gustakh be-tarah hai tujh aghosh se ye haath

ho jaega gale ka tire haar dekhna

tujh dar pe misl-e-naqsh-e-qadam ek umr se

pyare fatada hai ye gunahgar dekhna

ghar tere gae pe tujh kuun na paaya bila raqib

mujh ko hua ye gul ke evaz khaar dekhna

sham-e-jamal apne pe chahe jo imtihan

parvana-var mujh ko bhi yak-bar dekhna

koi tira-bakht mujh sa bhi hoga jahan men

tujh zulf se mila na mujhe taar dekhna

is raz-e-ishq ko kahin ro ro ke shama saan

izhar kijiyo na ‘jahandar’ dekhna

Filed Under: Rubai Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kunj-E-Dil Mein Hai Jo Malal Uchhaal

poet

Kaun Aaega Jo Tu Be-Sar-O-Saman Hoga

rahat-indori

Apne diwar-O-dar Se Puchhte Hain

Ye Jab Hai Ki Ek KHwab Se Rishta Hai Hamara

poet

Wafa Ke dagh Ko dil Se Mita Nahin Sakta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet