Jab Raat Gae Suhag Karti Hai Nigah jab raat gae suhag karti hai nigah dil men shab-e-mah ke utarti hai nigah ratnar nain se phutti hain kirnen ya kahkashan ki maang bharti hai nigah
Leave a Reply