• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Lafz Ki Chhanw Mein

Lafz Ki Chhanw Mein

adil-mansuri

lafz ki chhanv men

niim ki pattiyon ka safar talkh sa

silni jism men ruuh bechain bhi

shahriyat ke taqaze jo tuute kabhi

zindagi ke amal men bhi shak aa pada

tuut kar kis tarah jud gai chandni

dhuup lamhon ke chehron se girti hui khaak men ja mili

sar jhukae hue kaun sadkon pe yuun tujh ko dhunda kare

ham-kalami ki izzat ka badal sada sar pe saaya fagan

jab teri khamushi ke maani ke honton se tapke hue

duudh ke chand qatre samundar bane

badbanon ke aghosh khole hue kashtiyan chal padin

tishnagi ke jaziron pe saaya kahan

subh ka mom pighla to khvabon ke dil bujh gae

bujh gai raat bhi

bujh gai lafz ke haath ki baat bhi

lafz maidan men sar-nigun rah gae

sangsari ki lazzat lahu ban gai

kaun poshida jazbon ki chilman bane

lafz ki chhanv men koi suraj dhale

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pahli Bar Mile the Tum

poet

Ehsas-E-Be-Zaban Ki Latafat Isi Mein Thi

zehra-nigaah

Insaf

Chashm-E-Nam Karti Rahi Ashk Se Fariyaad Raqam

mushafi-ghulam-hamdani

Aashiq To Milenge Tujhe Insan Na Milega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet