• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Rubai / dekh Tera Jamal Kuchh Ka Kuchh

dekh Tera Jamal Kuchh Ka Kuchh

poet

dekh tera jamal kuchh ka kuchh

dil men aaya khayal kuchh ka kuchh

aaj lagta hai meri ankhon men

vo mira naunihal kuchh ka kuchh

dekh us manharan ki ankhon ko

ho gaya us ka haal kuchh ka kuchh

khat pe us ke to thi kuchh aur hi bahar

hai faribinda khaal kuchh ka kuchh

hai taraqqi men us khush-abru ka

husn misl-e-hilal kuchh ka kuchh

haal dikhlate hain zamane ka

gardish-e-mah-o-sal kuchh ka kuchh

ai ‘jahandar’ mashq-e-sher men ab

tu ne paaya kamal kuchh ka kuchh

Filed Under: Rubai Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zaban Ko Band Karen Ya Mujhe Asir Karen

poet

Sawal Kya Karun Tujhse Gunahgar Hun Main

Dil Mein Rahe Wo shaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho

Baqi Hai Wahi shoKHi-E-Guftar Abhi Tak

riyaz-khairabadi

dushman Ki Taraf Ho Ke Nikalne Nahin dete

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet