• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khun-E-dil Hota Raha Khun-E-Jigar Hota Raha

Khun-E-dil Hota Raha Khun-E-Jigar Hota Raha

poet

khun-e-dil hota raha khun-e-jigar hota raha

ye tamasha ishq men sham-o-sahar hota raha

is jahan-e-ab-o-gil men yuun basar hoti rahi

muskurate bhi rahe daman bhi tar hota raha

arzuon ko tadap kar niind si aati gai

qissa-e-bimar-e-gham yuun mukhtasar hota raha

in ki baton par yaqin ham umar bhar karte rahe

intizar-e-sham-e-vaada umr bhar hota raha

talkhi-e-gham se na pal bhar ke liye fursat mili

umr bhar go chara-e-dard-e-jigar hota raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-ahad-saaz

Baatin Se Sadaf Ke dur-e-Nayab Khulenge

taashshuq-lakhnavi

Yaad-E-Ayyam Ki Ham-Rutba-E-Rizwan Hum The

Tamkin Hai Aur Husn-E-Gareban Hai Aur Hum

MAHMUD SHABISTARI

Az Aan Gulshan Giriftaram Shamma-I Baz

Sufi

Rahi Yar Aankhon Mein Hasrat Yahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet