• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / miTTi Ki Taswir Hai Insan Lekin Hai Ye Haal Miyan

miTTi Ki Taswir Hai Insan Lekin Hai Ye Haal Miyan

poet

miTTi ki tasvir hai insan lekin hai ye haal miyan

is ke dil men armanon ka phaila hai ik jaal miyan

jis ko dekho dam bharta hai ulfat pyaar mohabbat ke

baton ka dhanvan hai lekin dil ka hai kangal miyan

vaqt hai aisa farzanon ke paaon ukhḌe jaate hain

ek na ik din kaam aa.egi divanon ki chaal miyan

itni kaḌi hai dhuup yahan ki tera mera zikr hi kya

kaise-kaise log yahan par haal se hain behal miyan

chahat ki rangin Dagar par tanha chalna khel nahin

ham bhi ‘niyazi’ ho aa.e hain ji ka hai janjal miyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aatish-indori

dard Se dil Ne Wasta Rakkha

poet

Hai Mere Pesh-E-Nazar Chand Si Surat Teri

Raushni Ka Sath Mahnga paD Gaya Hai

Aaj Phir Dasht Koi Aabla-Pa Mange Hai

ujDi Hui Basti Ki Subh O Sham Hi Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet