• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Se Rabta Nahin Mere Dost

Aap Se Rabta Nahin Mere Dost

aap se rabta nahin mire dost

saans ka silsila nahin mire dost

apni marzi ki khinch lo tasvir

zindagi camera nahin mire dost

dost to aur bhi hazaron hain

koi bhi aap sa nahin mire dost

tu ne dushman samajh liya mujh ko

main ne kuchh bhi kaha nahin mire dost

barha tera mujh se mil jaana

ye koi hadisa nahin mire dost

main use bhuul ja.un pagal ho

muft ka mashvara nahin mire dost

tu bahut duur hai magar phir bhi

ye koi fasla nahin mire dost

main tiri call kaaT duun ‘abdul’

mujh men ye hausla nahin mire dost

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nazar Hairat-Zada Si Hai Qadam Bahke Hue Se Hain

Hum Qatl Kab Hue Ye Pata Hi Nahin Chala

Bandha Hai Ahd-E-Junun Chashm-E-Etibar Ke Sath

Bahut Lamba Safar Tapti Sulagti KHwahishon Ka Tha

poet

Ja Na Tu Hasrat-E-Didar Abhi Baqi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet