• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Wajh-E-Munajat Nazar Aati Hai

Zindagi Wajh-E-Munajat Nazar Aati Hai

zindagi vaj.h-e-munajat nazar aati hai

maut mayus-e-kamalat nazar aati hai

muḳhtasar tu ne jo di hai mujhe do din ki hayat

mere kaase men ye ḳhairat nazar aati hai

kya kisi shimr ne phir ḳheme jala Daale hain

sar ko khole hue sadat nazar aati hai

kuchh miri baat ki ta.id kiya karte hain

kuchh ko to sirf ḳhurafat nazar aati hai

us ki har baat mujhe lagti hai achchhi lekin

main jo bolun to ghalat baat nazar aati hai

ab kisi aur ko bhi sochte dil Darta hai

hijr ki guzri hui raat nazar aati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Diye Jalenge to Phir Raushni to Hogi Nan

Main Is Zamin Ki Dushwariyan Banaunga

poet

Ta Hashr Rahe Ye dagh dil Ka

Sufi

Apne Upar Jalta Hai Piu Jalna Kahun Lalan Kun Main

Agar Hawaon Ke ruKH Mehrban Nahin Hote

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet