• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nashshe Mein Ji Chahta Hai Bosa-Bazi Kijiye

Nashshe Mein Ji Chahta Hai Bosa-Bazi Kijiye

poet

nashshe men ji chahta hai bosa-bazi kijiye

itni ruḳhsat dijiye banda-navazi kijiye

chahiye jo kuchh so ho pahle hi sajde men husul

aap ko gar ka.aba-e-dil ka namazi kijiye

jis ne ik jalva ko dekha ji diya parvana-var

is qadar ai sham.a-ruyan husn-sazi kijiye

nardban kahte hain hai bam-e-haqiqat ka majaz

chand roz is vaste ishq-e-majazi kijiye

ḳhvahish-e-raushan-dili gar hove shab se ta-sahar

sham.a-san ‘bedar’ ro ro jan-gudazi kijiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Saron Pe Bijli Giri Tar Thartharane Lage

Wo Ja Chuka Hai to Kyun Be-Qarar Itne Ho

poet

Wahi Hain Koi Surat in Mein Begani Nahin Milti

Mere Dil Ko Shauq-E-Fughan Nahin Mere Lab Tak Aati Dua Nahin

darshika-wasani

Budhape Ki Choti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet