• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Se Mili Saughat Ye Tanhai Ki

Zindagi Se Mili Saughat Ye Tanhai Ki

zindagi se mili saughat ye tanha.i ki

ḳhvab TuuTe hain ka.i aankh men sahra.i ki

kyuun sar-e-bazm miri us ne pazira.i ki

us men sazish to nahin phir se mire bhaa.i ki

barq manzar se nigahon ki basarat chhine

fikr dushman ko mire hai miri bina.i ki

log chehre pe udasi ka sabab puchhenge

kya kahunga ki mujhe fikr hai rusva.i ki

log bahar se samajhte hain bahut ḳhush huun main

kya ḳhabar un ko mire zaḳhm ki gahra.i ki

main bhi a.unga tujhe dene mubarakbadi

jab bhi avaz sununga tiri shahna.i ki

chhin kar munh se gharibon ke nivale ‘shamsi’

hakim-e-vaqt ne kya ḳhuub masiha.i ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-aziz-khalid

Qurb Nas Nas Mein Aag Bharta Hai

aadil-raza-mansoori

Raste Sikhate Hain Kis Se Kya Alag Rakhna

Fulan Se Dekho Falane Ki Baat Karta Hai

Din Mein Pariyan Kyun Aati Hain

abdul-ahad-saaz

Abas Hai Raaz Ko Pane Ki Justuju Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet