• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Sada Waraq Par Ek Hasin Tahrir Hai

Zindagi Sada Waraq Par Ek Hasin Tahrir Hai

zindagi saada varaq par ik hasin tahrir hai

aur ye duniya usi tahrir ki tafsir hai

haq-ba-janib sirf ham hain dusra koi nahin

ḳhud-pasandi ki yahi adna si ik tasvir hai

ye bhi andaz-e-taghaful aur talavvun ki dalil

jo bahut pyara tha ab vo la.eq-e-tazir hai

rahbar milte hain lekin raah dikhlate nahin

manzilon par jo pahunch jaa.e vahi rah-gir hai

zud-ranji bhi ‘vasiyya’ ek aadat hi sahi

ye to batla den ki is men kya miri taqsir hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Roz Khun Hote Hain do-Chaar Tere Kuche Mein

poet

Khat Ne Aa Kar Ki Hai Shayad Rahm Farmane Ki Arz

Naqsh Tha Aur Nam Tha Hi Nahin

Bahut Zindagi Ka Bhala Chahta Hun

Majburiyon Ka Pas Bhi Kuchh Tha Wafa Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet