• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Chup Hai Shahr Jaise Ki Kuchh Bhi Hua Na Ho

Yun Chup Hai Shahr Jaise Ki Kuchh Bhi Hua Na Ho

yuun chup hai shahr jaise ki kuchh bhi hua na ho

shayad ab is ke ba.ad koi hadisa na ho

kanpa hai barg barg sa jo be-sabab abhi

ye jism andhiyon ka koi rasta na ho

main thak chuka huun dasht-e-masafat ki dhuup men

koi sarab raah mari dekhta na ho

tughyan-e-bevafa.i men Duuba rahun main kaash

mere nasib men tujhe ab dekhna na ho

ubhri hai ḳhushk patton men ik chiḳh duur tak

be-rahm koi paanv unhen raundta na ho

sham-e-taraf jalane se pahle hi dekh lo

ye dasht-e-na-muradi-e-dil ka diya na ho

jo shaḳhs kal mila tha ‘musavvir’ ba-tarz-e-ḳhas

us ki hi shakl ka vo koi dusra na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ehsan-E-Sang-O-KHisht uTha Lena Chahiye

ahsan-marahravi

Qasid Nai Ada Se Ada-e-Payam Ho

KHud Apne Ghar Mein Hain Is Tarah Aaj Aae Hue

taashshuq-lakhnavi

do damon Se Hai Faqat Gor-E-Ghariban Aabaad

aazim-kohli

Bahut Aziz Tha Aalam Wo dil-Figari Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet