Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
wali-mohammad-wali

Chhupa Hun Main Sada-E-Bansuli Mein

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Wali Mohammad Wali
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

chhupa huun main sada-e-bansuli men

ki ta jaun pari-ru ki gali men

na thi taqat mujhe aane ki lekin

ba-zor-e-ah pahuncha tujh gali men

ayaan hai rang ki shokhi suun ai shokh

badan tera qaba-e-sandali men

jo hai tere dahan men rang o khubi

kahan ye rang ye khubi kali men

kiya jiyun lafz men maani sirijan

maqam apna dil-o-jan-e-‘vali’ men

More Poems

Apni Aawaz Ki Larzish Pe To Qabu Pa Lo

Koi Milta Nahin Ye Bojh Uthane Ke Liye

Ghar Se Jo Shakhs Bhi Nikle Wo Sambhal Kar Nikle

Unki Khalwat Mein Rasa Bhi Hoga

Fitrat Ne Na Bakhsha Mujhe Andesha-E-Chaalak

Qabr

Hai Shukr durust Aur Shikayat Zeba

Na-Tawani Mein Palak Ko Bhi Hilaya Na Gaya

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.