• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Abul-Ala-Marri

Abul-Ala-Marri

allama-iqbal

kahte hain kabhi gosht na khata tha maarri

phal-phul pe karta tha hamesha guzar-auqat

ik dost ne bhuna hua titar use bheja

shayad ki vo shatir isi tarkib se ho maat

ye khvan-e-tar-o-taza maarri ne jo dekha

kahne laga vo sahib-e-ghufran-o-luzumat

ai murghak-e-bechara zara ye to bata tu

tera vo gunah kya tha ye hai jis ki mukafat?

afsos-sad-afsos ki shahin na bana tu

dekhe na tiri aankh ne fitrat ke isharat!

taqdir ke qaazi ka ye fatva hai azal se

hai jurm-e-zaifi ki saza marg-e-mufajat!

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aabshaaron Ki Yaad Aati Hai

abbas-dana

Wahi dard Hai Wahi Bebasi Tere Ganw Mein Mere Shahr Mein

poet

Haqiqaton Se Kabhi Inhiraf Mat Kije

Sultan Baho

Aashiq Ishq Mahi de Kolon Phiran Hamesha Khiwe Hu

sameena-raja

dil Mange Hai Mausam Phir Ummidon Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet