• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Ki Rawish Badal Anjum

Zindagi Ki Rawish Badal Anjum

zindagi ki ravish badal ‘anjum’

vaqt ke saath saath chal ‘anjum’

dekh jo jo hain astinon men

saare sanpon ka sar kuchal ‘anjum’

Thokaren aur kitni kha.ega

girne se peshtar sanbhal ‘anjum’

zindagi ek ret ki divar

bach ke saa.e se bhi nikal ‘anjum’

rone valon ke saath ro lena

jalne valon ke saath jal ‘anjum’

dil ko zindan ka ḳhauf hai kyunkar

ashiyan chhoḌ ab nikal ‘anjum’

kar le raushan charagh-e-husn-e-amal

apne kirdar ko badal ‘anjum’

ghair ke bhuul ja tu naqsh-e-qadam

rasta ḳhud bana tu chal ‘anjum’

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

Ki Hai Koi Hasin Khata Har Khata Ke Sath

Bedam Shah Warsi

Apni Hasti Ka Agar Husn Numayan Ho Jae

riyaz-khairabadi

dam-E-Akhir Kisi Ka Shikwa-E-Bedad Karte Hain

Guman paDta Yahi Hai Ki Rahbari Hui Hai

Aur Kitne Abhi Sitam Honge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet