• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Meri Raaten Meri Aankhon Mein Aa Kar Le Gai

Wo Meri Raaten Meri Aankhon Mein Aa Kar Le Gai

vo miri raten miri ankhon men aa kar le ga.i

yaad teri chor thi ninden chura kar le ga.i

zindagi ki Diary men ek hi to giit tha

koi miThi dhun use bhi gunguna kar le ga.i

sardiyon ki gunguni si dhuup ke ehsas tak

mere man ki chandni mujh ko bula kar le ga.i

ek ḳhushbu sa main apni pankhuḌi men band tha

aa.i ik pagal hava mujh ko uḌa kar le ga.i

raah men thak kar jahan baiThi agar ye zindagi

maut aa.i baanh thami aur uTha kar le ga.i

varna tu bhi raah men girta chala jaata ‘kunvar’

vo to ik Thokar thi jo tujh ko bacha kar le ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigahen Muntazir Hain Kis Ki Dil Ko Justuju Kya Hai

Chup Ho Kyun Ai Payambaran-E-Qalam

poet

Kuchh Bhi Nahin Hai Pas Tumhaari dua To Hai

abid-malik

Ek Ajnabi Ki Tarah Hai Ye Zindagi Mere Sath

Naya Paiman Raushan Kar Gaya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet