• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi KHarab Ho Gai

Zindagi KHarab Ho Gai

zindagi ḳharab ho ga.i

aur be hisab ho ga.i

ḳhaar ḳhaar ho ga.i thi

yak-ba-yak gulab ho ga.i

zulf ki ghaTa khuli abhi

haa.e mahtab ho ga.i

dekhte hi kho gaya use

is qadar sharab ho ga.i

doston ki baat maan li

saans bhi azaab ho ga.i

kal talak dabi dabi rahi

aaj inqalab ho ga.i

sha.iron ne Taank di chunar

sha.iri shabab ho ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kyun KHarabaat Mein Laf-E-Hama-Dani Waiz

Sufi

Khush-Bakht Hain Aazad Hain Jo Apne Sukhan Mein

Waqt Ki Umr Kya baDi Hogi

Hum Hatheli Pe Jaan Rakhte Hain

Dekh Qindil ruKH-E-Yar Ki Jaanib Mat Dekh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet