• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Ka Ye Ajab Dastur Hai

Zindagi Ka Ye Ajab Dastur Hai

zindagi ka ye ajab dastur hai

paas jo jitna hai utna duur hai

aks aa.e bhi to kya aa.e nazar

ek shisha vo bhi chakna-chur hai

ho sadaqat ka alam kyunkar buland

daar hai lekin bina mansur hai

haal ki be-rahmiyon ke bavajud

qalb maazi se abhi maḳhmur hai

kis tarah koi sukun paa.e jahan

har nafas dahka hua tandur hai

ḳhud hai har ik aadmi apna hisar

jitna jo azad hai mahsur hai

kal bhi ujrat ke liye tha dar-ba-dar

aaj bhi faqa-zada mazdur hai

qaidi-e-vahm-o-guman hona ‘nihal’

mahv-e-hairat huun tujhe manzur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-muslimi

Mail-E-Lutf Hai Aamada-E-Be-Dad Bhi Hai

ajiz-matvi

dard-e-Musalsal Se Aahon Mein Paida Wo Tasir Hui

Agar Roun to Meri Aankh Aksar Nam Nahin Hoti

Phir Rah-E-Ishq Wahi Zad-E-Safar Mange Hai

Mohabbat Ki Mata-E-Jawedani Le Ke Aaya Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet