• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zikr-E-Ifa Kuchh Nahin Wada Hi Wada Humse Hai

Zikr-E-Ifa Kuchh Nahin Wada Hi Wada Humse Hai

poet

zikr-e-ifa kuchh nahin va.ada hi va.ada ham se hai

raat din shaam o sahar imroz farda ham se hai

ham na kahte the ki ye jaur-o-jafa achchhi nahin

puchh kuchh roz-e-jaza ab tum se hai ya ham se hai

dusron ke kahne sunne par na tum jaao na ham

tum se bas kahna hamara hai tumhara ham se hai

sharm-e-vasl-e-ghair se uThti nahin unchi nazar

dard-e-sar kaisa ye sab hila-bahana ham se hai

kaun si ḳhubi hai ham men jis par nazan hon ‘nasim’

jo zamane se bura hai vo bhi achchha ham se hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Harf-E-Isbaat Ki Taqlid Se Aaghaz Kiya

nida-fazli

dil Mein Na Ho Jurat To Mohabbat Nahin Milti

Wo Kabhi Bistar Kabhi Chadar Bichhate Rah Gae

nida-fazli

Girja Mein Mandiron Mein Azanon Mein Bat Gaya

Hawas-E-Zulf-E-Girah-Gir Liye baiThe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet