• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Simat Na Pae Ki Har-Su Bikhar Gae The Hum

Simat Na Pae Ki Har-Su Bikhar Gae The Hum

shabnam-shakeel

simat na paae ki har-su bikhar gae the ham

hujum-e-yas men kya soch kar gae the ham

hue the raakh to kuchh rasta hi aisa tha

dabi thi aag zamin men jidhar gae the ham

ye kya ki phir se yahan hukmarani-e-shab hai

hisar-e-shab to abhi tod kar gae the ham

vo kya khushi thi ki barbad kar gai sab kuchh

vo kaisa gham tha ki jis se sanvar gae the ham

mili thiin phir bhi vo divaren ajnabi ban kar

agarche shaam se pahle hi ghar gae the ham

ghire the maslahat-andesiyon men puuri tarah

jo dil ka saath na dete to mar gae the ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mere Maula Tera Tohfa Hai Ye Ilham Mujhe

poet

Mere Marne Se Tumko Fikr Ai Dildar Kaisi Hai

Aql daKHil Ho Gai Hai Wahm Ke Maidan Mein

poet

Naqd-E-Dil-O-Jaan Uski KHatir Rahn-E-Jam Karo

Agar Dasht-E-Talab Se Dasht-E-Imkani Mein Aa Jate

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet