• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zehn Par Chha Gai Maut Ki Be-Hisi Nind Aane Lagi

Zehn Par Chha Gai Maut Ki Be-Hisi Nind Aane Lagi

zehn par chha ga.i maut ki be-hisi niind aane lagi

DhunDhta huun andheron men asudgi niind aane lagi

bhagte bhagte maut ke saa.e se ḳhud hi dhundla ga.e

sochte sochte zindagi zindagi niind aane lagi

hain isi ahd men so tasavvur hasin koi apna nahin

thak ga.i hai mire shauq ki sadgi niind aane lagi

ḳhatm hain roz-o-shab ki pareshaniyan aur hairaniyan

thi vo kya shai jo ab tak nahin mil saki niind aane lagi

hairat-angez rangon men lipTi hui muztarib naghmagi

aaj tak apni lai men nahin Dhal saki niind aane lagi

hauslon ka hi anjam hain tajarbe bas bhare

ashti ashti ashti ashti niind aane lagi

kya mila naghm-o-rang ke shauq se sher ke zauq se

ik chubhan ik dukhan ek vamandgi niind aane lagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Girti Hui Bunden Hain Ki Pare Ki Lakiren

poet

Puchho Na Kuchh Kate Hai Ab Auqat Kis Tarah

pirzada-qasim

Aawaz Mein Aawaz Milate Hi Rahe Hum

poet

Aa Gaya Phir Bahaar Ka Mausam

Ganw Ki Aankh Se Basti Ki Nazar Se Dekha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet