• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zarur Waqt Hi Kuchh Chaal Chal Raha Hoga

Zarur Waqt Hi Kuchh Chaal Chal Raha Hoga

seema-sharma-meeruthi

zarur vaqt hi kuchh chaal chal raha hoga

vahi bisat pe mohre badal raha hoga

utar raha hai sabhi raston se ik dariya

pahad barf ka koi pighal raha hoga

use khilaune diye the kisi ne bachpan ke

vo ek paaon pe ab bhi uchhal raha hoga

libas apna badal aaya tha bahut pahle

vo ab to shakl hi apni badal raha hoga

nahin hai aur kisi men ye hausla itna

hava ke saath parinda hi chal raha hoga

hava yunhi nahin aati hai ghusse men ‘sima’

charagh koi kahin par to jal raha hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shoala-E-Ah Ne Sikha Hai Jalana dil Ka

abdul-hamid-adam

Zindagi Ki daraaz Palkon Par

poet

Lakh Rahe Shahron Mein Phir Bhi Andar Se dehati The

Sheikh Saadi

Story 18 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

sahir-ludhianvi

dur Rah Kar Na Karo Baat Qarib Aa Jao

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet