• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahin Jo dil Na Lagawen To Phir Udas Phiren

Kahin Jo dil Na Lagawen To Phir Udas Phiren

meer-hasan

kahin jo dil na lagaven to phir udaas phiren

vagar lagaven to mushkil ki be-havas phiren

hamen bhi hove ijazat ki shama-ru tujh par

patang ki namat ik dam tu as-pas phiren

tiri gali men bhala itni to hamen ho raah

ki jab tak apna vahan ji ho be-hiras phiren

utha de ham se jo baithe houun ko ab ki falak

to aarzu hai ye ji men ki be-qayas phiren

na khat kisi ka padhe hai ‘hasan’ na vo arzi

kahan talak liye ham apna iltimas phiren

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Uski Yaadon Ka Silsila Hoga

Kis Ne Ki Baat Abhi Kaun Shanasa Nikla

Kis Se Wafa Ki Hai Umid Kaun Wafa-Shiar Hai

Mohabbat Mohabbat Jawani Jawani

parvin-sheer

Teri Talash Mein Jo Khud Ko Bhul Aae The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet