• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zard Chehra Hai Mera Zard Bhi Aisa-Waisa

Zard Chehra Hai Mera Zard Bhi Aisa-Waisa

komal-joya

zard chehra hai mira zard bhi aisa-vaisa

hijr ka dard hai aur dard bhi aisa-vaisa

aisi thandak ki jami barf har ik khvahish par

sard lahja tha koi sard bhi aisa-vaisa

ab use fursat-e-ahval mayassar hi nahin

vo jo hamdard tha hamdard bhi aisa-vaisa

yaani is dhuul ke chhutne pe bhi ilzam-e-junun

koi tufan hai pas-e-gard bhi aisa-vaisa

puuri basti men bas ik shakhs se nisbat mujh ko

mujh se munkir hai vo ik fard bhi aisa vaisa

ishq ne rail ki patri pe litaya jis ko

tha javan-mard javan-mard bhi aisa-vaisa

kya tujhe hijr ke azar batae ‘komal’

tu to be-dard hai be-dard bhi aisa-vaisa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Log Patthar Ke the Fariyaad Kahan Tak Karte

Munh Dekha Kiye Hum Aaine Ka

Gul Hain to Aap Apni Hi KHushbu Mein Sochiye

abbas-dana

Na Ho Jis Pe Bharosa Us Se Hum Yari Nahin Rakhte

sameena-raja

Is Chehre Par Sham Zara Si Gahri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet