• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zara Si Baat Par Said-E-Ghubar-E-Yas Hona

Zara Si Baat Par Said-E-Ghubar-E-Yas Hona

zara si baat par said-e-ghubar-e-yas hona

hamen barbad kar dega bahut hassas hona

musalsal koi sargoshi humakti hai lahu men

mayassar hi nahin hota par apne paas hona

sabhi sinon men teri naubaton ki guunj lekin

tiri dhun ka kisi dil ki nava-e-ḳhas hona

hamari shauq-rahon par kabhi dekhegi duniya

tumhare pattharon ka gauhar o almas hona

idhar bhi to use ik din uThani hain nigahen

hamen bhi to kabhi hone ka hai ehsas hona

kisi mausam to apne badbanon par bhi ‘ali’

likhenge ashna jhonke hava ka raas hona

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main to baiTha Tha Har Ek Shai Se Kinara Kar Ke

poet

Zulf Zanjir-E-Pa Hui Jab Se

Gham-E-Jahan Se Main Ukta Gaya to Kya Hoga

allama-iqbal

Makani Hun Ki Aazad-E-Makan Hun

zafar-iqbal

Abhi Aankhen Khuli Hain Aur Kya Kya dekhne Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet